Friday, September 11, 2009

Is tarha nahi kartay raabta to rakhtay hain

Is tarha nahi kartay rabta to rakhtay hain.
thora milnain julnain ka silsala to rakhtay hai.
manzilain buland hon to mushkilain bhi ati hain .
mushkilon say larnain ka hosla to rakhtay hain.
jo tumharay apnain hon tum say piar kartay hon .
un ka haal kaisa hai kuch pata to rakhtay hain.

1 comment: